Every flower has to bloom,
Every door has to open,
every heart has to beat
then why does it look reasons to beat.....
har shayar pyaar ko kareeb sae mehsus karke use shabdo mein piro kar,hum aam logo kae saamne yun rakh deta hai, jaise pyaar nahi toh duniya nahi
pyaar nahi toh yeh prakrati nahi,
pyaar nahi toh humara wajood nahi...
Filmon mein bhi jub kisi ko kisi sae pyaar hota h,toh har jagah thandi hawayein,pahad aur gaane gungunae lagte hai...
par jab hum apne aap sae puchte hai,apni life kae andar jhak kar dekhte hai,toh kya pyaar sach mein jaruri hai.Itna jaruri ki hum uske bina ek kadam bhi nahi chal sakte.Zindagi mano tham si gayi ho...
Main nahi jaanti kyo pyaar zaruri hai,shayad isliye kyoki bhagwan nae shayad hume hur cheez naap tol kar de hai.kuch agar diya hai toh bahaut kuch liya bhi hai.
Jab pyaar mein logo kae dil toot-tae hai,toh mano aisa lagta hai kisi nae aapse apki soul cheen li ho.Zindagi sirf "Emptiness" ka naam reh jaati hai.par yeh zaruri nahi hai ki har pyaar karne vaale ka pyaar successful ho.
Aaj ki bhagti hui zindagi mein,jab kisi kae paas number dial karne tak ka waqt tak nahi hai,us waqt aap kaise kisi sae expect kar sakte ho ki vo aapko usi shiddat sae yaad kar raha hoga,jaise aap use har pal mein mehsoos kar rahe honge...
Pyaar zindagi ko kareeb sae mehsus karne ka naam hai,iska matlab yeh nahi ki hum khud sae ,pyaar karna chod dae. Apne aap sae kiye hue vaade(humesha life ko positive lene kae aur har mushqil mein khilkhilate rehne ka) ko itni aasani sae bhul jae.Agar pyaar yeh sikhata hai aap doosre ko unconditionally pyaar karo toh yeh bhi sikhata hai ki bhagwan nae hume jo zindagi di hai,hum use yun waste naa kare aur use kisi kae liye ,apne liye jeeye .life ko worthwhile banaye...
Jaise shahjahan nae pyaar karne vaalo kae liye aur apne pyaar kae liye "Taj Mahal"jaisi ek misaal chodi .jise dekh kar aaj bhi log pyaar ko mehsus karte hai.Kya hua agar vo hamare kareeb nahi,usse sikhi hui baatein,life ki gehrayi,zindagi toh hai.kyo naa apni zindagi ko aisi banaye kae jub hum is duniya sae jaaye toh puri duniya hum yaad kare.kyo naa kuch aisa kare ki khud khuda bhi hume bananae par faqr mehsus kare .
Zindagi mein pyaar ka kabhi ant nahi hota ,pyaar hamesha ek shuruat hai us zindagi ki jisme hume kuch aisa karne ka mauka milte haijisse hum khud ki nahi doosre ki zindagi mein bhi khushiya ,positivity laa sakte hai...
Is daur mein kaisi wafa,
khamosh hai hum toh,
tujhse hum kaha khafa hai ,
tune chuna hai vo rasta tere liye jo bana hai,
ehsaan tera main manu tanha mujhe jo kiya hai,
jo pyaar tera hai khoya,
lagta hai khud sae mila main.
tere bina hum jee lenge ,
phir kyo rahe koi gile......
jisse humne pyaar kiya,hume hamesha uska shuqriada karna chaiye ki usne hume life kae sahi hai maine sikhane kae liye, in whatever form .they taught us to value emotions,to look out for the one's who love us and most importantly we learn to pay heed to what other's don't tell us.thus life is a form of love,cherish it,live it even if it goes away from u for a while.
life is too precious to not do the things one wanted to..
So why not promise ourselves to love unconditionally
every flower that blooms,
every bird that sings,
every leaf that falls down in autumn,
every second life gives us .
REMEMBER THE GLASS IS ALWAYS HALF FULL!!

10 out of 10.very nice...har adhura pyar bahut kuch sikha jata h.
ReplyDeletegud 1....n touching b hai...superlyk.. (Y)
ReplyDelete